hello friendd aaj ham batayenge The 7 Best Web Hosting For India Websites Of 2019 ki puri jankari, india ki sabse best hosting websites or india ki sabse popular hosting providers company ki kuchh jankari jo aapko honi chahiye.
The 7 Best Web Hosting For India Websites Of 2019
Top 3 Web Hosting For India
#1 Hostinger India
agar aap abhi apana new business start kar rahe hai to aapke liye hostinger india ki sabse achhi web hosting provider hai, yaha par aapko aapke hisab se alag alag plans mil jaate hai or sab ki price india ke hisab se low rakhi gayi hai, hostinger india me bahut fast load karta hai or iska speed bhi bahut fast hai aapki website ko yeh kuchh seconds me hi load kar sakta hai,
#2 SiteGround Singapore
paise ki baat me bhi yeh hosting service aapke liye best hai. sath hi yeh hosting best and all rounder hai, bangalore se 68 MS PING me server responce ki speed bahut hi great hai. or duniya ki all ping servers ke mukabale yeh bahut hi fast load ho jaata hai or aapka time fast banata hai. agar aap ek indian hai or apana small bussiness ka startup karna chahate hai to aapke liye SiteGround Singapore best hosting hai.
#3 A2 Hosting
A2 hosting service unke Singapore ke data center ka use karke hai or A2 hosting ki duniya bhar ki websites siteground jitani to fast nahi hai lekin itani fast jarur hai jisase aapka all types ka kam aasani se ho sake or aapko koi pareshani bhi na iski speed 68 MS PING hai, isliye to hamko bhi yeh hosting company bahut pasand hai.
Why Should You Trust Us ?
yaha par hindi hosting ki website par ham aapko hosting ki puri jankari dene ki puri kosis karte hai or aapko ek dam best information hi dete hai jisase aapko apane kam me koi pareshani bhi naa ho. or ham jo bhi jankari aapke sath share karte hai uske baare me pura research karne ke baad hi ham aapke sath koi bhi jankari share karte hai.
Ham web hostig ki speed ko bahut important mante hai, ham yeh bhi ante hai ki website ki slow speed aapke ache khase business ko barbaad kar sakti hai, ek best web server ko kuchh mini second me hi aapke koi bhi action ka response dena padta hai tabhi aapki hosting best kah sakte hai, ek best hosting wali website ko 20 ms me load honi power hoti hai,
Why Speed Is So Important
Jab aap apana bussiness online start karte hai to aapko pata hona chahiye ki aapki website ya store ab internet ki duniya ki bahut saari website ke samne aa jati hai or aapse achhi website or fast load hone wali website aapko pichhe chhod kar aage nikal sakti hai, agar aapko apane competitor ko pichhe chodna hai to aapko sabse pehle apane web hoasting ko fast karna hoga, tabhi aap apane website ko duniya ke or bhi websites ke samne set kar sakte hai or beat kar sakte hai.What can you do to get an advantage over the competition?
Website speed.
Jyada se jyada user ko aapki website ko 2 seconds se bhi kam time me load karne ki try aapko karni chahiye. Iska matlab hai ki aapke web servers ko jitana jaldi ho sake utana fast answer dene ki jarurat padegi, google ka speed 200 MS hai, is speed se jyada koi bhi website nahi hai.
Aaj ke time me all internet users ko sabse fast loading speed wali website bahut pasand hai, kyuki isme sab ka time save hota hai or jaldi se koi bhi information mil jaati hai, agar aapke website ki hosting best hai to aap bhi apani site ko fast load kara sakte hai, or iske liye best hosting company se hosting leni chahiye.
How To Pick A Good Web Host
Jyadatar log yahi chahate hai ki wo ek basic web hosting ka use kare. Waise brand or basic hosting me bahut farak hota hai. Or ek success online business ko improve karne ke liyebest hosting plan select karna bahut jaruri haiKuchh baato ka dhyan rakhana chahiye agar ham apani website ke liye best hosting ko buy karna chahate hai. Niche hamne kuchh jaruri baate share ki hai jo aapko dhyan me rakhani hogi.
1. Speed
Agar aapki web hosting jawab dene me slow hai to aapki website ar bahut bada nukasan ho asakta hai kyuki aaje ke sabhi user ko fast load hone wali website hi pasand hai jab ki aapki site slow hai to koi aapi asite ko visit karna pasand nahi karega, isliye jitana ho sake utana aapki website ki speed ko fast rakhane ki kosis kare,
2. Speed where your targeted audience
Aapko ek esi web hosting ko set karne ki jarurat hai jo ki aapke targeted user ki request ko accept karke usko fast answer de sake. Isliye apane traffic or audiance ke hisab se time to time apani hosting ko manage kare warna aapke user aapki site ko visit karna bhi chhod sakte hai.
3. Price
Ham ek price or best web hosting ke bich me ek achha setup karna chahate hai, ek platform select kare or uske hisab ki price bhi set kare jo aapke website bussiness ko besrt service provie kare. Jiski pric or service aapko achhi lage.
4. Customer service
Agar aap koi bhi website par work kar rahe hai to iske sath sath aapko bahut saari problem or confusion aa sakti hai. Or aapki al probem or error ka solutin karne ka liye aapke pas ek exper team b hi honi chahiye jo aapko time par best searvice de or apki help kare. Isliye aapko ham suggest karte hai ki aapko customer support wali web hosting ko buy karna chahiye.
5. Uptime guarantee
Agar yeh lagatar iche jaata hai to aapki website or aapke visitors or audience sab khatam ho sakta hai. Isliye ham ek best hosting ko search kar rahe ha jo hamko 99.8% uptime guarantee provide kar sake.
6. Security
Agar aapki websiote me ki bhi type ka virus hai ya maleware hai to yeh aapki website ke liye harmful ho sakti hai. Isliye aapko koi secure or best web hosting server ko find karke us par aapki website ko store karna chaiye taaki aage jaake aapki website par koi virus ka attac na ho sake or aapki websote ki hav nahi kar sakta hai. Or aap ek dam safe reh sakte hai.
Ek esi web hosting ko find kare jo hack karne me me bahut hard ho taaki aapki websote koi hack na kar sake or aap badi hi aasani se apana bussiness chala sake.
7. Features
Service ke mamale me aapke dwara select ki gayi web hosting aapke payment karne ke hisab se aapko service deti hai lekin aapke price se jyada service baht saari web hosting provide karti hasi lekin unki servise fast n ahi hoti hai to buy karne se pehle yeh check jarur kare ki aap jo web hosting buy kar rahe hai wo kitani fast hai or kitani types ki servise provide karti hai, aapko ek best web hosting buy karna chahiye jo sabse best servise deti ho or sabse fast responce bhi deti ho.
Should You Pick Local Or Go Global ?
Agar aapka taget indian user hai to aapko india ki web hosting hi buy karni chahiye kyuki india ki traffic ko india ke servers se jaldi hi responce mil jaata hai or aapki website sabse fast load kar sakrti hai. Isliye hamesha targeted web hosting hi select kare.
Aap ek best web hosting buy kar sakte hai jo ki india me hasi or india ke user ko sabse fast response bhi deti hai, esa karne se aapke website ki speed increase ho sakti hai, to hamesh yeh dhyan rakhe ki aapka traffic kaha se jyada hai uske hisab se web hosting buy kare
Final Words.
So friends, aaj hamne aapko The 7 Best Web Hosting For India Websites Of 2019 or best web service ki kuchh jankari di hai jiski help se aap best web hosting buy kar sakte hai, or apane users ko fast service de sakte hai.I hope aapko hamari jankari pasand aatyi hogi, to is usefull jankari ko aape social media par share jarur kare.